Listen online or download "Mera Maula Ali" Noha in MP3
The Noha "Mera Maula Ali" by Nadeem Sarwar is a deeply emotional recitation that remembers the sacrifices made in Karbala. The way it's recited touches the heart and brings tears to the eyes, especially during Muharram when people reflect on the pain and sorrow of Imam Hussain (A.S) and his companions.
Whether you want to stream online or download and listen later, we've made it easy for you
Mera Maula Ali Noha - Download & Listen Online
- Title: Mera Maula Ali
- Category: Noha
- Language:Urdu
- Year: 2020
- Recited By: Nadeem Sarwar
💬 Lyrics (Mera Maula Ali)
Ya Ali, Ya Ali, Ya Ali...... Ali Assadullah, Ali Assadullah, Ali Assadullah Ilzam Ye Hai Ishq Mein Dewana Hu Ali Ali Ya Maula, Ali Ali Ya Maula Ilzam Ye Hai Khud Mein Begana Hu Ali Ali Ya Maula, Ali Ali Ya Maula Ilzam Hai Maulai Hu Mastana Hu Ali Ali Ya Maula, Ali Ali Ya Maula Han Iqrar Hai Mujhko Mere Fitrat Hai Malangana Andaz Yagana, Mere Sohbat Bhi Faqeerana Han Naaz Se Kehta Hu Ke Mein Hu Haideri Parwana Mein Hu Sagi Shah e Najaf Peer Mera Ali Ali Han Mera Maula Ali, Han Mera Maula Ali Han Mera Maula Ali, Han Mera Maula Ali Ash'had-o-Allah, Ash'had-o-Allah Ali-ul-Walliullah Han Mera Maula Ali, Han Mera Maula Ali Han Mera Maula Ali, Han Mera Maula Ali Lehed Aur Dil Mein Ali, Lehed Aur Dil Mein Ali Ali Ali Ya Maula, Ali Ali Ya Maula Ali Maula Mujhse Suno Kis Ne Hai Dewana Banaya Han Kis Ne Hai Mere Qalab Pe Hai Dera Jamaya Aur Kis Ne Wila Ka Hai Mujhe Jaam Pilaya Wo Noor e Khuda, Noor e Nabi, Noor e Do Chashmanum Maula e Bashar, Ilim Ka Dar, Fakhir e Bani Adam Baad e Khuda, Baad e Nabi, Sabse Bada Ali Ali Han Mera Maula Ali, Han Mera Maula Ali Han Mera Maula Ali, Han Mera Maula Ali Lehed Aur Dil Mein Ali, Lehed Aur Dil Mein Ali Ali Ali Ya Maula, Ali Ali Ya Maula Ali Maula Kiya Zaat Mere Peer Ki Allah Ne Banaye Aisi to Koi Zaat Zamani Mein Na Aye Han Jis Ki Parstar Hai Ye Sari Khudai Maidan e Ghadeer Ilim e Nabi Jis Ke liye Bola Jis Jis Ka Bhi Maula Hu Mai Uska hai Ali Maula Ha aj bhi Hai Ye Dil Momin Pe Likha Ali Ali Han Mera Maula Ali, Han Mera Maula Ali Han Mera Maula Ali, Han Mera Maula Ali Ash'had-o-Allah, Ash'had-o-Allah Ali-un-Walliullah Han Mera Maula Ali, Han Mera Maula Ali Han Mera Maula Ali, Han Mera Maula Ali Han Ye Mera Junoon Hosh Ki Deta Hai Gawahi Ek Do Nahin 14 Ki Mere Dil Pe Hai Shahi Wallah Dar e Ilim Ki Karta Hon Ghulami Salman Ne Batlaye Hen Kuch Raaz Faqeerana Qumber Ne Sikhaye Mujhe Adab e Malangana Ishq Mera, Hosh Mera, Aqal Mera Ali Ali Ali Maula, Ali Maula, Ali Maula Ali Ali Ya Maula, Ali Ali Ya Maula Lehed Aur Dil Mein Ali, Lehed Aur Dil Mein Ali Ali Ali Ya Maula, Ali Ali Ya Maula Ali Maula Qalandaron Ke Mazaron Ko Chomani Walo Qalandaron Ki Sada Bhi Kabhi Suno Kiya Hai Sadai Malang e Ali, Sadai Faqeer e Ali Han Har Nara e Haider Me Ali Bol Raha Hai Dam Mast Qalandar Me Ali Bol Raha Hai Momin Hu Mere Ghar Me Ali Bol Raha Hai Naazan Hu Muqaddar Me Ali Bol Raha Hai Seeni Me Hai Dil, Dil Me Dhadakta Hai Ali Maula Waliyon Ka, Faqeeron Ka Hai Wazeefa Hai Ali Maula Ash'had-o-Allah, Ash'had-o-Allah Ali-ul-Walliullah Han Mera Maula Ali, Han Mera Maula Ali Han Mera Maula Ali, Han Mera Maula Ali Lehed Aur Dil Mein Ali, Lehed Aur Dil Mein Ali Ali Ali Ya Maula, Ali Ali Ya Maula Ali Maula Han Afsos Tere Ghar Ko Zamane Ne Sataya Afsos Tere Samne Zehra Ko Rulaya Afsos Musalle Pe Lahu Tera Bahaya Beto Ko Kiya Qatal Sar e Karbobala Maula Aur Betiya Darbar Me Pabande Jafa Maula Haar Gaye Ahl e Jafa Jeet Gaya Ali Ali Han Mera Maula Ali, Han Mera Maula Ali Han Mera Maula Ali, Han Mera Maula Ali Maula Mera Wazeefa, Maula Mera Aqeeda Maula Mera Wazeefa, Maula Mera Aqeeda Lehed Aur Dil Mein Ali, Lehed Aur Dil Mein Ali Ali Ali Ya Maula, Ali Ali Ya Maula Ali Maula Han Waliullah Ali, Assadullah Ali Mera Murshid, Mera Aaqa, Mera Sultan Ali Mera Murshid, Mera Aaqa, Mera Sultan Ali Mera Waris, Mera Maula, Mera Emaan Ali Kitne Anmol Hen, Alla Hen Muqadar Un Ke Jin Ki Wallah Hai Zamany Mein Pehchan Ali Mere Dil Mein To Sada, Mere Dil Mein To Sada Mere Dil Mein To Sada Maula Mera Rehta Hai Kash! Ik Roz Mere Ghar Mein Ho Mehman Ali Waliullah Ali, Assadullah Ali Han Mera Maula Ali, Han Mera Maula Ali Han Mera Maula Ali, Han Mera Maula Ali Ya Ali Kehti Hai Duniya Mujhe Nokar Tera Ab Mujhe Dolat e Duniya Ki Tamana Hii Nahin Shaheeyan Chhor Ke Aaty Hen Shehan Shah Yahan Har Faqeer Apka, Har Faqeer Apka Dar Chhor Ke Jata Hii Nahin Han Mera Maula Ali, Han Mera Maula Ali Han Mera Maula Ali, Han Mera Maula Ali
Visit our full Noha collection to listen and download more recitations for Muharram 2025.