Mazloom Ka Matam

Listen online or download "Mazloom Ka Matam" Noha in MP3

The Noha "Mazloom Ka Matam" by Nadeem Sarwar is a deeply emotional recitation that remembers the sacrifices made in Karbala. The way it's recited touches the heart and brings tears to the eyes, especially during Muharram when people reflect on the pain and sorrow of Imam Hussain (A.S) and his companions.

⬇ Download (MP3)

Whether you want to stream online or download and listen later, we've made it easy for you

Mazloom Ka Matam Noha - Download & Listen Online

  • Title: Mazloom Ka Matam
  • Category: Noha
  • Language:Urdu
  • Year: 2020
  • Recited By: Nadeem Sarwar

💬 Lyrics (Mazloom Ka Matam)

Hussain ya hussain..(6)
Kam na hoga....
Hussain ya hussain..(2)
Kam na hoga....
Hussain ya hussain..(2)

Ye to mazloom ka matam hai kam na hoga..(2)
Hussain ya hussain..(2)
Ye to mazloom ka matam hai kam na hoga
Ye to masoom ka matam hai kam na hoga

Har dil mein hoga, har ghar mein hoga..(2)
dasht mein hoga, gulzaar mein hoga, hoga

Mazloom ka matam hai kam na hoga..
Ye to masoom ka matam hai kam na hoga..
Hussain ya hussain..(3)

1. {Sayyeda zainab ki yeh azaa hai
fatima zehra ki yeh dua hai}.. (2)
zainul ebaa ke dil ki sadaa hai..(2)
ghum ye dil e zawwar mein hoga, hoga

Mazloom ka matam hai kam na hoga..
Ye to masoom ka matam hai kam na hoga..

Har dil mein hoga, har ghar mein hoga..
dasht mein hoga, gulzaar mein hoga, hoga
Mazloom ka matam hai kam na hoga..
Hussain ya hussain..(2)

2. {Laashe pe sheh ke zainab ka waada
dekhegi duniya ab ye nazara}.. (2)
aye mere bhaiyya matam tumhara.. (2)
shaam ke khooni darbaar mein hoga, hoga

Mazloom ka matam hai kam na hoga..
Ye to masoom ka matam hai kam na hoga..

Har dil mein hoga, har ghar mein hoga..
dasht mein hoga, gulzaar mein hoga, hoga
Mazloom ka matam hai kam na hoga..
Hussain ya hussain..(3)

3. Haan..
Ghum yeh tumhara maula bhoola na zamana
har ghar saja hai yeh tumhara azakhana..
Hussain ya hussain..(3)
Ghum yeh tumhara maula bhoola na zamana
har ghar saja hai yeh tumhara azakhana..
sog tumhara jaari rahega..(2)
matam ye saare sansaar mein hoga, hoga

Mazloom ka matam hai kam na hoga..
Ye to masoom ka matam hai kam na hoga..

Har dil mein hoga, har ghar mein hoga..
dasht mein hoga, gulzaar mein hoga, hoga
Mazloom ka matam hai kam na hoga..
Hussain ya hussain..(3)

4. {Zahoor e Mahdi jis roz hoga
manzar wo kitna pursoz hoga}.. (2)
mimbar pe hoga waris hamara.. (2)
matam phir unki sarkaar mein hoga, hoga

Ye to mazloom ka matam hai kam na hoga..
Ye to masoom ka matam hai kam na hoga..

Har dil mein hoga, har ghar mein hoga..
dasht mein hoga, gulzaar mein hoga, hoga
Mazloom ka matam hai kam na hoga..
Hussain ya hussain..(2)
  

Visit our full Noha collection to listen and download more recitations for Muharram 2025.

Leave a Comment