Listen online or download "Haider e Karrar" Noha in MP3
The Noha "Haider e Karrar" by Nadeem Sarwar is a deeply emotional recitation that remembers the sacrifices made in Karbala. The way it's recited touches the heart and brings tears to the eyes, especially during Muharram when people reflect on the pain and sorrow of Imam Hussain (A.S) and his companions.
Whether you want to stream online or download and listen later, we've made it easy for you
Haider e Karrar Noha - Download & Listen Online
- Title: Haider e Karrar
- Category: Noha
- Language:Urdu
- Year: 2018
- Recited By: Nadeem Sarwar
💬 Lyrics (Haider e Karrar)
Ya ali Maula ali ali ali ali ali ali ali ali ali ali ..(2) Ali ali maula ali yaa ali yaa ali ..(2) Jaan-e-chaman tu Shiri shukan tu Rab ka dahan tu Shah-e-zaman tu ..(2) Ali ali maula ali yaa ali yaa ali ..(2) Uski duniya ghulam hoti hai ..(2) Jo ali ka ghulam hota hai Rang Haider ka jispe chad jaae Uska mar kar bhi ..(2) Naam hota hai. Ali ali maula ali Ali maulana ali ..(2) Maula maula maula Ali-un-waliullah ..(2) Haan Sarkar Alamdar do alam ka madadgar Ali Haider - e - Karrar ..(2) Peero me mera peer Zabardast hai sarkar Ali haider - e - Karrar ..(2) Sarkar alamdar do alam ka madadgar Ali haider - e - karrar ..(2) Peero me mera peer Zabardast hai Sarkar Ali haider - e - karrar ..(2) Shaho se bhi aala hai tere dar ke gadagar Karte hai ghulami teri duniya ke sikandar Aala hai ameero se fakiro ke mukkaddar Jannnat ke hai tajir teri dehliz ke naukar Naar-e-haideri Maula, Naar-e-khayberi Maula Naar-e-safdari Maula, Naar-e-Qambari Maula.. Meesam ne lagaya hai yehi naara sar-e-daar Ali haider - e - Karrar ..(2) Sarkar alamdar do alam ka madadgar Ali haider - e - karrar ..(2) Peero me mera peer Zabardast hai Sarkar Ali Haider - e - karrar ..(2) Maula maula maula Ali-un-waliullah ..(2) Allah ka anmol jo shahkar bana hai Islam ka aala jo alamdar bana hai Mushkil me jo nabiyo ka madadgar bana hai Woh saare imamo ka jo Sardar bana hai Kulle iman hai maula Deen ki shaan hai maula Shah -e- mardan hai maula Sher-e- Yazdan hai maula Kehte hai nabi apna jise waris-e-dastar.... Ali haider - e - Karrar ..(2) Sarkar alamdar do alam ka madadgar Ali haider - e - karrar ..(2) Peero me mera peer Zabardast hai Sarkar Ali haider - e - karrar ..(2) Saadat ki pur azm qayadat me ali hai Shabbir Ke andaz - e - ibadat me ali hai Sajjad ki Zainab ki khitabat me ali hai Abbas ke parcham ki jalalat me ali hai Ali asgar me bhi maula Ali Akbar me bhi maula Aale athar me bhi maula Haa bahhattar (72) me bhi maula. Hai paak gharana tera islam ka meymaar. Ali haider - e - Karrar ..(2) Sarkar alamdar do alam ka madadgar Ali haider - e - karrar ..(2) Peero me mera peer Zabardast hai Sarkar Ali haider - e - karrar ..(2) Maula maula maula Ali-un-waliullah ..(2) Sarkar yeh sab aap ki Zauja ki dua hai Ghar ghar me jo yeh matam -e -saadat bapa hai Har Dil tere baccho'n ka aza khana bana hai Aankhein hai Najaf Dil me basi karbobala hai Hum azadar hai maula Hum wafadar hai maula Tere ghum khwar hai maula Aap Sardar hai maula.... Sarkar bana lijiye apna hume Zawwar..... Ali haider - e - Karrar ..(2) Sarkar alamdar do alam ka madadgar Ali haider - e - karrar ..(2) Shah -e- Mardan sher -e- Yazdan Kuwat -e- parwardigar Laa fata illa Ali La Saif illa Zulfikar ..(2) BeAli-in be Ali-in Be Ali -in BeAli BeAli-in be Ali-in Be Ali -in BeAli Meri har fikr me har soch me rehta hai Ali BeAli-in be Ali-in Be Ali -in BeAli Noor bankar meri aankho'n me chamakta hai Ali BeAli-in be Ali-in Be Ali -in BeAli Ishq bankar meri saaso'n me samaya hai Ali Misl -e - Quran mere Dil me dhadakta hai Ali Abre rehmat ki tarah mujhpe barasta hai Ali Shah -e- Mardan sher -e- Yazdan Kuwat -e- parwardigar ..(2) Laa fata illa Ali La Saif illa Zulfikar Ali Ali Ali Ali Ali Ali Ali. Ali Ali Ali Ali ..(3) Fatah - e - Khyber Ali Ali Ali Ali. Nafs - e - payambar Ali Ali Ali Ali. Saki - e - kausar Ali Ali Ali Ali. Nabiyon ka yaawar Ali Ali Ali Ali. Waliyon ka rehbar Ali Ali Ali Ali. Gauhar - e - Mimber Ali Ali Ali Ali. Haaye sher - e - Dilawar Ali Ali Ali Ali. Mera kaul - o - Muqqaddar Ali Ali Ali Ali. Sahifa - e - falak Haider Haider. Wazifa - e - malak Haider Haider. Arsh - e - ula talak Haider Haider. Shehr - e - shah - e - Najaf Haider Haider. Nukta - e - Ba sharaf Haider Haider. Sadaa hai har taraf Haider Haider. Maula Maula Ali Ali Ali Ali. Maula Maula Ali Ali Ali Ali. Maula Maula Ali Ali Ali Ali. Ali Ali Ali Ali..(4) ALI ALI ALI ALI ALI...
Visit our full Noha collection to listen and download more recitations for Muharram 2025.